Literate
February 12, 2020
"Char kitabe padhke wo
Louta tha pardesh se..
Gali mouhale bhul Chuka tha..
Na yaad galiyaro ke kone ki..
Sabko anpadh samjhe wo..
Khudko literate kehta tha..
Char kitabe padhke wo pardesh se louta tha..
Phati aanchal ko dekh na paya
Na dikhi jhuki kandho ka bhar
Hasi thitholi ras na aati..
Na jee lagta subho Sam..
Kheto ki mitti na bhati..
Na baba ki fatkar..
Kaha aakar phas Gaya tha,
Sahar ka literate insan..
Khudko khokar usko bheja,
Ye budhe baba ka pyar..
Aas lagaye bethi rehti
Maya dwar par har bar...
Suna tha ghar aangan Sara..
Usko kaha es baat ka dhayan..
Ab Jo lout Kar aaya h to kehta h..
Ye anpadh gaon...
Padhe likho ki duniya ka ye..
Koun sa naya sansar..
Adherso ko chor Chala ye apna literate samaj..
Ye kesi sikhsa ka khilwad..
Char kitabe padhke hi to badal
Louta tha pardesh se..
Gali mouhale bhul Chuka tha..
Na yaad galiyaro ke kone ki..
Sabko anpadh samjhe wo..
Khudko literate kehta tha..
Char kitabe padhke wo pardesh se louta tha..
Phati aanchal ko dekh na paya
Na dikhi jhuki kandho ka bhar
Hasi thitholi ras na aati..
Na jee lagta subho Sam..
Kheto ki mitti na bhati..
Na baba ki fatkar..
Kaha aakar phas Gaya tha,
Sahar ka literate insan..
Khudko khokar usko bheja,
Ye budhe baba ka pyar..
Aas lagaye bethi rehti
Maya dwar par har bar...
Suna tha ghar aangan Sara..
Usko kaha es baat ka dhayan..
Ab Jo lout Kar aaya h to kehta h..
Ye anpadh gaon...
Padhe likho ki duniya ka ye..
Koun sa naya sansar..
Adherso ko chor Chala ye apna literate samaj..
Ye kesi sikhsa ka khilwad..
Char kitabe padhke hi to badal
1 comments
Nice lines Di...😍😍
ReplyDelete